Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniyaa ki tarah rasmon ki tarah waadon ki tarah kasmon ki tarah mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge duniyaa badalti hai mausam badalte hain lekin mere dil ko badal nahin paaogeee mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge aasmaanon ke aage tumne waada kiya hai dil ke badle mein maine pyaar tum ko diya hai dharti ki ambar ki kasam mujhko hai tere sar ki kasam nazren badalti hain sapne badalte hain lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge meri pehli tamanna aakhiri pyaar ho tum ruh mein bas gaye ho mere dildaar ho tum aise hi tumhen chaahunga main tumhen dulhan bhi banaunga main sehre badlte hain khushboo badalti hai pal pal meri saanson ko tum mehkaaogeee mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge tumne dhoka diya to kuchh bhi kar jaaungi main
hmmm hmmm hmmm mmm lala laru laru laru laru lala laru laru laru mausam lehra gaya nasha sa chha gaya milte hi nigaah dil chala gaya jata hai jaane de lala laru laru laru laru lala laru laru laru laru lala laru laru laru mausam lehra gaya nasha sa chha gaya dil hua deewana tumpe aa gaya aata hai aane de mastiyon ki raat hai magar nayi nahin chal zara sambhal ke thes na lage kahin mastiyon ki raat hai magar nayi nahin chal zara sambhal ke thes na lage kahin jhoom jhoom dol sanam kyun sambhaalta hai kadam jhoom jhoom dol sanam kyun sambhaalta hai kadam thokar khane de lala laru laru laru laru lala laru laru laru laru lala laru laru laru mausam lehra gaya nasha sa chha gaya dil hua deewana tumpe aa gaya aata hai aane de naachte huye hum aaj yun machal pade is taraf chalen kabhi udhar nikal pade naachte huye hum aaj yun machal pade is taraf chalen kabhi udhar nikal pade is tarah se sheesa gire jis tarah se jaam lade is tarah se sheesa gire jis tarah se jaam lade dil
lala lala la lala lala la mausam mastaana rastaa anjaana mausam mastaana rastaa anjaana jaane kab kis mod pe ban jaaye koi afsaana aayeee yaeee yaaaaa yaaeee yaaeee yaaa yaahaaa laah laah laaah laaaaaa la lala lala la mausam mastaana rastaa anjaana jaane kab kis mod pe ban jaaye koi afsaana aayeee yaeee yaaaaa yaaeee yaaeee yaaa yaahaaa laah laah laaah laaaaaa la lala lala la la hoo aaj kal dil aksar machal machal jaaye jab se aaye jawaani bada tadpaaye hoo aaj kal dil aksar machal machal jaaye jab se aaye jawaani bada tadpaaye nahin bharosa iska kab ho jaaye kiska nahin bharosa iska kab ho jaaye kiska abhi talak to apna hai kab ho jaaye begaana aayeee yaeee yaaaaa yaaeee yaaeee yaaa yaahaaa laah laah laaah laaaaaa la lala lala la la mausam mastaana mastaana rastaa anjaana anjaana jaanen kab kis mod pe ban jaaye koi afsaana aayeee yaeee yaaaaa yaaeee yaaeee yaaa yaahaaa laah laah laaah laaaaaa la lala lala la la la soch ke main ghabraun nayi nayi baaten aane hi
mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen aa aa aa aa aaa hai pyaar kya ye bata dilrubaa hai pyaar kyaa ye bata dilrubaa mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen saason se ye kya khushboo ude aankhon se ye kya chhalke nashaa pyaase dilon ka pehla milan kya rang laaye dekho zara aa aa aa aa aa aa aa o dilruba ye humen kya huaa mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen kuchh to batao kuchh bolo na milte hain kaise do dil yahan saahil se jaise lehren milen jaise zameen se wo aasmaan aa aa aa aa aa aa aa o dilruba pyaar to ho gaya mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen kyu na kho jaayen kyu na kho jaayen hmm hmm hmm hmm hmm
o oo oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo oo o oo oo oo hmm hmm hmm hmm hmm hmm mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam kasak anjaani hai maddham maddham kasak anjaani hai maddham maddham chalo ghul jaayen mausam mein hum mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam hawa ke jhonkon mein teri khushboo si hai hawa ke jhonkon mein teri khushboo si hai bewajah lagta hai koi khush khabri hai mausam mausam lovely mausam kasak anjaani hai maddham maddham chalo ghul jaayen mausam mein hum mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam kali ke hothon pe muskurahat si hai kali ke hothon pe muskurahat si hai kaho to sunti hain suno to kehti hain mausam mausam lovely mausam kasak anjaani hai maddham maddham chalo ghul jaayen mausam mein hum mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam na jaane aise mein kyun badan jalte hain na jaane aise mein kyun badan jalte hain zameen pe udte hain hawa mein chalte hain mausam mausam lovely mausam
mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan thandi hawa matwaali kahe humaare sang udd ke abhi kahin dekho na mud ke thandi hawa matwaali kahe humaare sang udd ke abhi kahin dekho na mud ke ho peechhe ab kahaan ye nazaare ye samaa mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan kahaan kahaan se hoke tujh tak laayi hai mujhko ye raahein chhodunga main kaise ye baahein kahaan kahaan se hoke tujh tak laayi hai mujhko ye raahein chhodunga main kaise ye baahein arre ab to ae sanam tu jahaan main wahaan mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere pyaar ka caarvaan kisi haseen safar mein beete ye zindgaani do humsafar manzil anjaani kisi haseen safar mein beete ye zindgaani do humsafar manzil anjaani ho ab aaye bahaar yaa chale aandhiyaan mausam pyaar ka rang badalta rahe yun hi chalta rahe tere mere
mausam ho oo mausam mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam pyaar ke zamane aa gaye lo mausam gun gun bhanwre kaliyon ka ghunghat uthane aa gaye mausam tauba koi dekhe in zulfon ka bikharna to bhule jeena marna chup se phoolon ki in galiyon se guzarna ye phool kahenge warna gulshan mein jane kahan se do deewane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam aaha chhede is rutt ne sawan ke geet raseele chhalke rang roop nasheele aaha kitne bhole the ye nain tere sharmeele ye honth tere rangeele ab inko kitni baaten kitne bahane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam parvat se uncha sajna ye pyaar hamara neeche sansaar ye sara sagar se gahra sajni ye pyaar humara kitna hai door kinara tum maajhi ye nayya paar lagane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam
mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan sar pe hai humaare chaahat ka aanchal kadmon ke neeche aasmaan mausam ye pukaare tann ko udaaye hawa matwali dil ko chhuye hai ghata kaali kaali tann ko udaaye hawa matwali dil ko chhuye hai ghata kaali kaali rutt beqraar beqraar hai samaa ho mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan sar pe hai humaare chaahat ka aanchal kadmon ke neeche aasmaan mausam ye pukaare chalte rahein yunhi pyaar ki raahein kho jaayein hum phir dhoondhe nigaahein chalte rahein yunhi pyaar ki raahein kho jaayein hum phir dhoondhe nigaahein deewana pyaar hai bahaar hai jawaan hooo sar pe hai humaare chaahat ka aanchal kadmon ke neeche aasmaan mausam ye pukaare masti mein le chal matwaale dil ka kaarvaan mausam ye pukaare din hai ke raat ye kaun bataaye zinda rahein teri palkon ke saaye din hai ke raat ye kaun bataaye zinda rahein teri palkon ke saaye
maut kabhi bhi mil sakti hai lekin jeevan kal na milega marne waale soch samajh le phir tujh ko ye pal na milega raat bhar ka hai mehma andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera raat jitni bhi sangeen hogi subah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subah utni hi rangeen hogi ghum na kar gar hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera lab pe shikwa na la ashq pee le jis tarah bhi ho kuchh der jee le lab pe shikwa na la ashq pee le jis tarah bhi ho kuchh der jee le ab ukhadne ko hai ghum ka dera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera aa koi mil ke tadbeer sochen sukh se sapnon ki taabeer sochen aa koi mil ke tadbeer sochen sukh se sapnon ki taabeer sochen jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera kiske roke ruka hai savera hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm
maayoos to hoon waade se tere kuchh aas nahin kuchh aas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere humne to khushi maangi thi magar jo tune diya achchha hi diya humne to khushi maangi thi magar jo tune diya achchha hi diya jis ghum kaa taaalluq ho tujhse vo raas nahin aur raas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere palkon se larajte ashqon mein tasveer jhalakti hai teri tasveer jhalakti hai teri palkon se larajte ashqon mein tasveer jhalakti hai teri deedaar ki pyaasi aankhon ko ab pyaas nahin aur pyaas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere
ae thambak thambak ae paandiya dundiyan ghaasiya pitiya ae sakhu ae tagdi hi hi hi hi hi taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao maza naav majha naav maza naav ganpat rao taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao kolhapur se main aaya khiladi bhalu bhai se hai apni yaari main bhi izzat wala hoon logo samjho na koi mujhko madaari ha ha ha ha ha are aao humko are aao humko maska lagao maza naav aahe ganpat rao maza naav majha naav maza naav ganpat rao hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay hay haan haan haan dekho dekho rahe dil pe kaabu santo re santo meri sajni ko chhedo na babu samjhla ha ha meri rani ko jo tumne chheda ek mukke mein kar dunga tedha ha ha ha ha ha are yun na misterrr hun hun hun hun are yun na mister aankhe dikhao maza naav aahe ganpat rao maza naav majha naav maza naav ganpat rao taali bazao taali bazao maza naav aahe ganpat rao mana sundar tera roop aahe itna gori
mazandaran mazandaran mazandaran mazandaran mere watan mere jahaan ae gulsitaan jannat nishaan mazandaran mazandaran har phool tera ek chaman har shaakh hai naazuk dulhan ae jaaneman ae jaaneman sadke tere sadke tere ye jism o jaan mazandaran mazandaran jarre hain tere yaa guhar padti hai shaahon ki nazar laalo zawahir iss qadar mumkin nahin mumkin nahin jinka bayaan mazandaran mazandaran ek husn ki mehfil hai tu har shauk ki manzil hai tu hum aashqon ka dil hai tu har lazza teri daastaan mazandaran mazandaran
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein ho tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein tu hai sab mein sab tujh mein tu hai ek hazaaron mein tera husn hai jahaan mera ishq hai wahaan har aalam hai tarshari o har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam o har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam ho ho ho oo oo ho har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam pal do pal ki hasti hai phir bhi kaisi masti hai pal do pal ki hasti hai phir bhi kaisi masti hai har sarhad se begaana dil waalon ki basti hai tu hi
meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma bholi bhaali teri ye ada saari duniya ispe fida hum bhi to tere matwaale hain piya bhari mehfil mein lo keh diya meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma humsafar hamdum o hamnava tere bina jeena hai saza isiliye tu lage sabse juda mujhe duniya mein o re dilruba meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma subah ki tu pehli kiran kabhi raat ka tu reshmi badan din ho ya raat mujhe teri har baat jahan bhar se pyaari lage meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma
hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm ye hey meet naa mila re mann ka meet naa mila re mann ka hey meet naa mila re mann ka meet naa mila re mann ka koi to milan ka koi to milan ka karo re upaay re meet naa mila re mann ka meet naa chain nahin baahar chain nahin ghar mein re chain nahin baahar chain nahin baahar chain nahin ghar mein mann mera dharti par aur kabhi ambar mein usko dhoondha har nagar mein har dagar mein gali gali dekha nayan uthaaye re meet naa mila re mann ka meet naa roz main apne hi pyaar ko samjhaun re roz main apne hi roz main apne hi pyaar ko samjhaun wo nahin aayega maan nahin paaun shaam hi se prem deepak main jalaun phir wahi deepak doon main bhujhaaye re meet naa mila re mann ka meet naa der se mann mera aas liye dole der se mann mera aas liye dole re der se mann mera der se mann mera aas liye dole preet bhari baani saaz mera bole koi sajni ek khidki bhi naa khole laakh taraane raha main sunaaye re meet naa mila re
aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole bole reeeeeee bole payaliyaa meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole aaaaaaaa chhum chhanan bole jhanak jhan bole chhum chhanan bole jhanak jhan bole meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole pa ya li yaaa meethe bol bole meethe bol boleeee meethe bol bole dha dhinta dha dhinta dha dhinta tetekata gadigana dhan dhikit kata gadigana dha dha dha dha dhinta dha dhinta dha dhinta tetekata gadigana haaaaan pag pag naaaache reeeeee aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa pag pag naaaache re ghoongharoo ki daasi pag pag naache re ghoongharoo ki daasi ek pag raadha jaisi ek pag meera jaisi ek pag raadha jaisi ek pag meera jaisi saanware ki boli bole payaliyaa bole meethe bol bole bole payaliya meethe bol bole aaaaaa aaaaaa aaaaaa chhum chhanan bole jhanak jhan bole chhum
kuchh lamhe the alsaaye se bharmaaye se fiza mein kabhi sehme se muskaate jaana kidhar na jaane meethi boliyaan sun lo aasmaani rangon ki meethi boliyan sun lo bezubaani lamhon ki girte sambhalte chalte ladkhadaye haan magar ye honsla na dagmagaye armaano ke patang ko udaayen udaayen aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai yeh sohbatein yaaron ki uuu aye zindagi hame hosh ki na tu dava de dua de dua de meethi boliyaan sun lo aasmaani rangon ki meethi boliyaan sun lo bezubaani lamhon ki sapnon ke sapnon ke peechhe chale peechhe chale raahon mein hai yaadon ka pehra sulga ke sulga ke kaali si raat kaali si raat laayenge ye ujla savera ujla savera ujla savera ujla savera ujla savera girte sambhalte chalte ladkhadaaye haan magar ye hausla na dagmagaaye armaanon ki patang ko udaayein udaayein aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai yeh sohbatein yaaron ki uuu aye zindagi hame hosh ki na tu dava de dua de dua de meethi boliyan sun lo aasmani rangon ki meethi boliyaan sun
meethi meethi ankhiyon se mann bhar de meethi meethi ankhiyon se mann bhar de kisi din mera dil khush kar de raam tera bhala kare aaheeee meethi meethi ankhiyon se mann bhar de kisi din mera dil khush kar de raam tera bhala kare chhoti si umar mein ye rog le liya tere liye jag chhoda jog le liya chhoti si umar mein ye rog le liya tere liye jag chhoda jog le liya ban ke main jogi kahun jogan se kisi din mera dil khush kar de raam tera raam tera bhala kare meethi meethi ankhiyon se mann bhar de kisi din mera dil khush kar de raam tera raam tera bhala kare teri tasveer aise man mein basi jaise mandir mein koi moorti o teri tasveer aise man mein basi jaise mandir mein koi moorti devi kabhi bhakton ko darshan de kisi din mera dil khush kar de raam tera raam tera bhala kare haaye haaye kar raam raam mat kar bhakton ka naam badnaam mat kar haaye haaye kar raam raam mat kar bhakton ka naam badnaam mat kar roop na badal ja re bahrupiye kisi din mera dil khush kar de raam
hmm hmm hmm aur gaao na didi meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara aaaaa meethi meethi baaton se meethi meethi meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara meethi meethi aa aa aa aa aa aa ho oo oo oo oo oo khoob cheez hai ilm jise koi chor bhi le na sake khoob cheez hai ilm jise koi chor bhi le na sake bhar le khazaana tera zamaana jag mein rahega tera naam sada mehnat se din raat padhunga pehla number paas karunga shaabash meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara aa aa aa aa aa aa ho oo oo oo oo oo khel kood mein khona nahin baat baat mein rona nahin khel kood mein khona nahin baat baat mein rona nahin tu hai sitaara chanda se pyaara karna jahan mein koi kaam bada hindustaan ki shaan banunga desh ka ooncha naam karoonga shaabash meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu
meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke dilaasa de gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooooooo dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooooooo meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke dilaasa de gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooo seeli seeli raaten katti nahin hain ye dooriyaan kyun mitati nahin hain nazdikiyon mein bhi faaslen hain betaabiyaa kyun katti nahin hain ho rabb di mehar jo ho jaaye meri jindadi bhi sanwar jaaye ye mera ishq nikhar jaaye oooo maahiyaaa haaye meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke meethi meethi baataan kar ke chand mulaqaataan kar ke dilaasa de gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya dil mahiyaa lai gaya o rabba mera dil mahiyaa lai gaya hooooo ankh da ishaara chal kar lai tu chori chori dil di
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mausam Ki Tarah Jaanwar (1999) 05:20 18602
 
Poster of Jaanwar (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Karishma Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 18602   

Mausam Lehra Gaya Picnic (1966) 05:12 36611
 
Poster of Picnic (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Kalpana
Duration : 05:12   Song Number : 36611   

Mausam Mastaana Satte Pe Satta (1981) 04:38 17962
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:38   Song Number : 17962   

Mausam Mastana Hai Laalach (1983) 06:05 15185
 
Poster of Laalach (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Bindiya Goswami
Duration : 06:05   Song Number : 15185   

Mausam Mausam Lovely Thodisi Bewafaii (1980) 05:40 40264
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Jalal Agha
Duration : 05:40   Song Number : 40264   

Mausam Pyaar Ka Sitamgar (1985) 05:44 31089
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:44   Song Number : 31089   

Mausam Ye Mausam Judaai (1980) 05:47 36376
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:47   Song Number : 36376   

Mausam Ye Pukaare Masti Mein Burmah Road (1962) 04:21 37686
 
Poster of Burmah Road (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:21   Song Number : 37686   

Maut Kabhi Bhi Sone Ki Chidiya (1958) 05:05 40798
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:05   Song Number : 40798   

Mayoos To Hoon Waade Se Tere Barsaat Ki Raat (1960) 03:13 39296
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Bharat Bhushan
Duration : 03:13   Song Number : 39296   

Maza Naav Ganpat Rao Love In Bombay (1975) 04:39 32845
 
Poster of Love In Bombay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 32845   

Mazandaran Rustam Sohrab (1963) 03:42 32139
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Azad
Duration : 03:42   Song Number : 32139   

Mee Raksam Mee Raksam (Duet) Harjaee (1981) 06:39 40553
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 06:39   Song Number : 40553   

Meet Mere Mann Ke Unees Bees (1980) 04:09 36984
 
Poster of Unees Bees (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:09   Song Number : 36984   

Meet Naa Mila Abhimaan (1973) 04:51 20898
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:51   Song Number : 20898   

Meethe Bol Bole Kinara (1977) 07:35 13550
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jeetendra, Others
Raag- 
Bhairavi
Duration : 07:35   Song Number : 13550   

Meethi Boliyaan Kai Po Che! (2013) 04:50 32292
 
Poster of Kai Po Che! (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 04:50   Song Number : 32292   

Meethi Meethi Ankhiyon Se Maha Chor (1976) 04:08 39434
 
Poster of Maha Chor (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Neetu Singh
Duration : 04:08   Song Number : 39434   

Meethi Meethi Baaton Se Bachna Zara Qaidi No 911 (1959) 03:56 37097
 
Poster of Qaidi No 911 (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Daisy Irani, Honey Irani
Duration : 03:56   Song Number : 37097   

Meethi Meethi Bataan Aap Ki Khatir (2006) 05:56 18800
 
Poster of Aap Ki Khatir (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 05:56   Song Number : 18800